Woh Kiya Tha Aur Kaisa Ho Giya Hai
Suna Hai Logon Jaisa Ho Giya Hai,
Sabhi Gumm Ho Gaye Hain Apne Andar
Zamaana Kab Se Aysa Ho Giya Hai ?
... Usay Mil Kar Na Jaane Kiyoon Laga Yoon
Woh Sheesha Sangg Jaisa Ho Giya Hai,
Andhero Se To Wehshat Thi Sadaa Se
Ujaala Kiyoon Yeh Waisa Ho Giya Hai,
Deewane Chor Jaayenge Nagar Ko
Yahaan Mayaar Paisa Ho Giya Hai.
Suna Hai Logon Jaisa Ho Giya Hai,
Sabhi Gumm Ho Gaye Hain Apne Andar
Zamaana Kab Se Aysa Ho Giya Hai ?
... Usay Mil Kar Na Jaane Kiyoon Laga Yoon
Woh Sheesha Sangg Jaisa Ho Giya Hai,
Andhero Se To Wehshat Thi Sadaa Se
Ujaala Kiyoon Yeh Waisa Ho Giya Hai,
Deewane Chor Jaayenge Nagar Ko
Yahaan Mayaar Paisa Ho Giya Hai.