Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2017

Tu isko zabt samjh ya ana keh ley !!

Tu isko zabt samjh ya ana keh ley !! Ab main tujh ko apne dard btane wala nahi !!

Kabhi tum ne !!

Kabhi tum ne !! Saha hai kya ??? Boht mehrbaan shakhs ka .... Achanak na mehrbaan ho jana !!

Sapne chori hojate hain

Sapne chori hojate hain Ankhen khol kar soya kar

Dunya mai aksar logon ki wafa wahan tak hoti hai

Dunya mai aksar logon ki wafa wahan tak hoti hai jahan tak unka matlab hota hai

Kahan Hai Zinda Lashon ka Qabrastaan !!

Kahan Hai Zinda Lashon ka Qabrastaan !! Mujhe apni __________ tadfeen kerni hai !!

Muhabat yeh nahin keh

Muhabat yeh nahin keh tum tarpo aur usko khabar na ho !! Muhabat to yeh hai keh tum takleef main Ho aur wahan Qayamat guzrey !!